bother no one

Tuesday, March 11, 2008

Mann Manthan

I had written this poem in school
long long time back..
good that I had written it down some place I could find it later ;)
( offcourse... please note that this was written in school so don't judge me by it! )

iss duniya mein bass shor hai
par jeevan ka ek chor hai
jaha nahi hai koi bhi rikti
nirmal man ki hai abhivyakti.

iss rikt jeevan mein kahi hai koi bahar
bass man mein hai yahi vichar

sab ke jeevan ki abhilasha hai
ek saathi apna talashna hai
jo saath de samay ke uss chor tak
uss swarnim pal ki chamakti bhor tak.
mann ki har iccha ho poori,
bache na koi gali sooni.

prabuddha jan kare chintan,
apne vicharon ka kare manthan,
ki saathi ek nahi anek ho
sab ke mann bhi ak ho.

milkar banaye ess dhara ko ek swarg
jaha khushi se rahe har varg
aise sathiyon ke liye kavi,
kholta hai apne mann kaq darpan
kar shabda suman tumko arpan!

Kiran

This one was supposed to send a message!
But there is no way I could know if it reached the intended recipient.
No acknowledgement you see!
I had written this during college.
neverthless .... here it goes:

sooraj ki wo pehli kiran,
asha ki wo pehli kiran
swapnil sapno si lagti,
kanak ka abhaas karati
usha kaal ka sandesh wo lati
nayi kranti ka udghosh wo karti.
har yuva ko uurja se bharti,
sapno ko sakar wo karti
ooj poorna jab wo balakhati
nirmal jal pe jab laharati,
ummeed ki wo jyot jalati
neet naye parcham faharati.
wohi iss jeevan ki prerana hai
uski chahat hi meri saadhana hai.
uss pahali kiran ko paneki abhilasha hai
uss swarnim pal ko jeene ki abhilasha hai.

It was published in the annual issue of our college magazine.

Tuesday, March 04, 2008

me poem 2!

here is the second one....
***********************************

"Pawasa madhe hota khara asa kadhi kadhi…

Khoop khoop kantala yeto ani karayla yet nahi kahi,

Ashay veli prashna padato ki ha paaus muli yetoch ka ,

amha sarvanna asa jaam pidatoch ka?

Vichar karta karta ak dam doka shuddhivar yeta ,

samorchya screenvar tuza mail yeta! “u there?”

************************************
cheers,

Me poems!

Well I have a creative side as well !!!!
here is a poem i wrote for a frnd...

sigh.. things change ..people change...
never mind...
here it goes.

******* NOTE: The poems are in marathi! sorry to folks who dont follow it!*********

Kadhi kadhi man udas hota, samudra madhe budi marun

khol talat jaun basata, teva tuzasarkhya mitrachi

uniw bhasate, swachchand man , swachcha wicharanchi kimmat janawte


aaplya hrudayat kuthetari olawa asto,

tuza sarkhi manasa bhetali ki tyala pazar phutato

manat kowale wichar umalatat,

navin maitricha aasha palawtat


wichar ekmekanche kalatat, swabhaw ekmekanche julatat

teva tya palawyala phula yetat,

aayushatale kahi kshan tari sukhat jatat


kahi kshan kahi wel ekmekancha sahawasat jato,

chandracha kalesarkhi maitri wadhawat jato,

ya maitricha palawicha watavruksha howo,

maza manasarkhe ekda tari hovo .


Comments are welcome ;)